THEHRAAV
Kuch khas se shbdo pr
Ab apne zazbaat Zahir
Kr hi nhi pati
Shabd hi nhi milte
Dil k wo tar hi nhi hilte
Kuch fate hue panne
Chahte hue bhi mujhse nhi silte.
Kya ye ab ant hai
Meri us khas si likhavat ka
Ya chhaya smaa hai
Ab tk k kaam ki thkavat ka
Jo bhi hai zra acha bhi hai
Or preshani ka sabab bhi
Pr Kbhi thik hoga kya ye
Or jgayega whi talab bhi.
Bin manzil k musafir si
Bhatak rhi hoon ab in rasto mai
Jo junoon tha kbhi
Wo bhi ab nhi hai
Mere kbhi bnaye hue
kuch sung wasto mai.
Nazar bhar dekhna bhi chhod diya hai
Un nyi si aane wali aahton mai.
Nindein bhi chhup chli hai
Bister pr milne wali krvato mai.
#Shivangi
Words play
"Kuch ankahe se kisse
Har pal ahsas krate hai
Apni mojudgi ka zehen mai "
Keep reading and share my writings !
0 Comments